Friday, 1 April 2011

Kis bat ki ladayi hai........?


30march,2011,mohali
India vs Pakisthan ka cricket match hua sab ko pta hai, hua actually me cricket match hi tha yah bhi sab ko pata hai but pata nahi duniya wale is match ko match na lekar ek alag hi tarah ka mudda bana diya tha.
Kyo ise ek madan-e-jang ki tarah le rahe the ? jab match hua tha to ek ko harna tha or ek ko jitna tha......har bar yhi hota hai or yhi hua but phir bhi ise ek ladayi ki tarah liya gaaya kyo shahid aafridi ko pak wale galat bata rahe h ,unhone agar india jitne pr india walo ko badhai de di to kya galat kr diya ,kyo pak wale ise galat tarike se le rahe h ..... Aafridi ne wahi kiya jo ek hare huye captain ko jiti huyi team ke sath krna chahiye......

Is tarah to India pak ke relation majbut nhi or jyada kamjor honge,ham sab chahte h ki dono desho ke riste majbut ho.......but kuch asamajik tatv ese h jo yah nhi chahte sayad.....
main shri Manmahan shing ji ko thank you kahunga jinhone Pakistan ke prime minister janab gilani ko bulakar ek bahut nek kam kiya....isse jarur hi donodesho risto me sudhar hoga.....!

No comments:

Post a Comment