Monday, 8 August 2011

Womens Ko 'Bajaar'Me 'Nilaam' Krne Ki Bat...!!

Country ki Suprem court ,pichle 2 -3 years se,samaj me fel rahe "deh vyapar"ki mimansa kar rahi h.last year court ne gourment se pucha tha ki "Prostitution ko kyo nhi Leganize prostitution bana diya jaye"?halanki.."Deh vyapar"aaj bhi prohibit nhi h.only "immoral traffic prevention act 2006"     
deh-vyapar se judi huyi kuch gatividhiyo ko prohibit batata or banata h.yhi karan h ki police dwara kathith prostitution ke crime me pakdi gayi womens n kewal badi saja se bach jati h balki aaram se jamanat par bhi chut jati h.kisi 'prostitutes ' ko 'prostitution' krne se nhi roka ja sakta h.is mamle me Suprem court ka kahna h ki "saman ke sath jina,sab ka savedhanik haq h.".
                                               "Prostitution "ko legalize krne ke sawal par gourment or court ,aamne-samne h.court ke sawalo ka jawab dene me gourment khasa tal-matol kar rahi h.last july me,judge markday katuj or justice gyan sudha mashr ne center,state etc.ko yah order diya h ki we
prostitution  se judi womens ka sarve kre.court ne yah bhi order diya h ki pata kre ki unme se kitni womens,apne is kam ko chod kar ,koi dusra kam krna chahti h.court ne iske liye gourment ko 2 weeks ka time diya h.sath hi court ne ,ek community banayi h jo is mamle par nigrani kre or court ko btaye.
"Prostitution"me kitni womens h is ka kisi ko sahi se nhi pta,gourment lakh ke aas -pas batati h to kuch community ise 2-3 karor ke lag-bhag batati h.kuch samay pahle,congrs ki 'priya datt ne kaha tha ki,mera manna h ki 'prostitution ko legelize kar dena chahiye,jisse in me samil womens ki roji -roti par koi asar na pade.
                                          Wese bhi,'womens ko lekar,'bajar' ne ek business bana liya h."nari deh ka bajaar".body ke show ka market".24 hours chalne wale chenalo me'women'ek bikne wali cheej ke rup me paroshi jati h.sex or media(movie,newspaper,internet,mobile,t.v.)ka aisa ghol mel ho chuka h ki puri"indian culture"hi shirshasan krte huye najar aa raha h.country me pasrata ja raha h'bajaarwad'jese pure indian culuture ko khatam krne par tula hua h.pichde illako me bade pemano par ladkiyo ke gayab honi ki news mil rahi h,prostitutiuon  me dhakeli or majbur ki ja rahi girls ki sankhya me lagatar badhti ja rahi h.pyar,manuhar or majbut relation ka utparerk 'sex'country ke 'raket'me tabdil ho chuka h.
        Aisi condition me'prostitution'ko kanooni manyta milne se hamari samajik system me gadbadi peda ho jayegi.gup-chup'sex-racket'chalane wale ,tal thokkar'girls's splyer'ka bord tang lenge.yah karobar ban jayega.possible h,isme 'forighni punji nivesh bhi ho.prostitution ke crime me videshi girls to pakdati bhi h.aaj jabki country me womens ko sahi honour or level ki bat ho rahi h,aise me prostitution ko legalize prostitution kar diye jane se,samaj or family me kai-kai visngtiyo ka samna karna padega. 
Hamari sabhyta ,sanskriti ,dharm or purani or pak kahaniyo me'naari 'ko ek'hounor 'or ek ucha sthan mila hua h.yah 'family'ki wah dhuri h,jiski parikrma ke liye 'samaj'badhy h.naari partadna ko lekar ,sayukt rastar sangh bhi chintit h.uski ek report ke anusar Asia ki womens ki aadhi population 'family hinsa'ki sikaar h.is karan samaj apne 'samajik-dharm'or apne 'dharmik-kartvay'ka palan krne me hmesa vifal raha h."naari-shoshan"ke abjection me lahrate jhande only show ki vashtu bante ja rahe h.'naari-mukti'jaisi bat sirf kanoon or court ke bharose nhi ki ja sakti.is taraf samaj or dharmik sanghtno ko bhi dhyan dena hoga...!!

No comments:

Post a Comment